saval 15
aap khushi kaise paa sakte hain?
“jis ghar mein nafrat ho vahaan daavat udane se achha hai, us ghar mein saada khaana khaana jahaan pyar ho.”
“main hi tera parmeshvar yahova hoon, jo tujhe tere bhale ke liye sikhata hoon aur jis raah par tujhe chalna chahiye usi par tujhe le chalta hoon.”
“sukhi hain woh jinmein parmeshvar se maargdarshan paane ki bhookh hai kyonki swarg ka raaj unhin ka hai.”
“tum apne padosi se vaise hi pyar karna jaise tum khud se karte ho.”
“theek jaisa tum chahte ho ki log tumhare saath karein, tum bhi unke saath vaisa hi karo.”
“sukhi hain woh jo parmeshvar ka vachan sunte hain aur us par chalte hain!”
“chahe insan ke paas bahot kuch ho, to bhi uski daulat use zindagi nahin de sakti.”
“isliye agar hamare paas khaane aur pehanne ko hai, to hamein usi mein santosh karna chahiye.”
“lene se zyada khushi dene mein hai.”