is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

raajaon ki doosri kitab

adhyay

saaraansh

  • 1

    • ahajyah ki maut ki bhavishyavani (1-18)

  • 2

    • eliyah aandhi mein utha liya gaya (1-18)

      • uski poshak eleesha ko mili (13, 14)

    • eleesha ne paani peene laayak banaya (19-22)

    • reechhniyon ne ladkon ko maar daala (23-25)

  • 3

    • israel ka raja yahoram (1-3)

    • moab ki bagavat (4-25)

    • moab ki haar (26, 27)

  • 4

    • eleesha ne vidhva ka tel badhaya (1-7)

    • shoonemi aurat ki mehman-navazee (8-16)

    • badle mein beta mila; bete ki maut (17-31)

    • eleesha ne use zinda kiya (32-37)

    • shorba khaane laayak banaya (38-41)

    • roti ki ginti badhayi (42-44)

  • 5

    • eleesha ne naaman ka kodh theek kiya (1-19)

    • gehji ko kodh hua (20-27)

  • 6

    • eleesha ke chamatkar se kulhadi paani ke oopar (1-7)

    • seeriyai logon se uska saamna (8-23)

      • sevak ki aankhein kholi gayin (16, 17)

      • seeriyai log dimagi taur par andhe (18, 19)

    • gherabandi ke dauran saamriya mein akaal (24-33)

  • 7

    • eleesha ne akaal ke ant ki bhavishyavani ki (1, 2)

    • seeriyai sena bhaagi; uski chhaavni mein khaana (3-15)

    • eleesha ki bhavishyavani poori hui (16-20)

  • 8

    • shoonemi aurat ko zameen vaapas mili (1-6)

    • eleesha, ben-hadad aur hajael (7-15)

    • yahooda ka raja yahoram (16-24)

    • yahooda ka raja ahajyah (25-29)

  • 9

    • yehoo, israel ka raja bana (1-13)

    • yahoram aur ahajyah ki maut (14-29)

    • izebel ki maut; kutte maans khaa gaye (30-37)

  • 10

    • ahab ka gharana mit gaya (1-17)

      • yahonadab, yehoo ke saath (15-17)

    • baal ke upasak maare gaye (18-27)

    • yehoo ke raaj ka saaransh (28-36)

  • 11

    • atalyah ne raajgaddi hadpi (1-3)

    • yahoash chupke se raja banaya gaya (4-12)

    • atalyah maari gayi (13-16)

    • yahoyada ne desh mein sudhaar kiya (17-21)

  • 12

    • yahooda ka raja yahoash (1-3)

    • usne mandir ki marammat ki (4-16)

    • seeriya ka hamla (17, 18)

    • yahoash ka katla (19-21)

  • 13

    • israel ka raja yahoahaj (1-9)

    • israel ka raja yahoash (10-13)

    • eleesha ne uska josh parkha (14-19)

    • eleesha ki maut; uski haddiyon se ek murda zinda hua (20, 21)

    • uski aakhiri bhavishyavani poori hui (22-25)

  • 14

    • yahooda ka raja amajyah (1-6)

    • edom aur israel ke saath yuddh (7-14)

    • israel ke yahoash ki maut (15, 16)

    • amajyah ki maut (17-22)

    • israel ka raja yaarobam dviteeya (23-29)

  • 15

    • yahooda ka raja ajaryah (1-7)

    • israel ke aakhiri raja: jakaryah (8-12), shalloom (13-16), manhem (17-22), pakah-yaah (23-26), pekah (27-31)

    • yahooda ka raja yotam (32-38)

  • 16

    • yahooda ka raja aahaj (1-6)

    • usne ashshooriyon ko rishvat di (7-9)

    • jhoothe devtaon ki vedi ki nakaal banayi (10-18)

    • aahaj ki maut (19, 20)

  • 17

    • israel ka raja hoshea (1-4)

    • israel ka ant (5, 6)

    • baagi israel bandhuai mein (7-23)

    • pardesi saamriya ke shehron mein (24-26)

    • unka mila-jula dharm (27-41)

  • 18

    • yahooda ka raja hijkiyah (1-8)

    • israel ke ant par dobara nazar (9-12)

    • yahooda par sanhereeb ka hamla (13-18)

    • rabshake ne yahova par taana kasa (19-37)

  • 19

    • hijkiyah ne parmeshvar se madad maangi (1-7)

    • sanhereeb ki dhamki (8-13)

    • hijkiyah ki prarthna (14-19)

    • yashayah ne parmeshvar ka javab bataya (20-34)

    • swargdoot ne 1,85,000 ashshooriyon ko maar daala (35-37)

  • 20

    • hijkiyah beemar; woh theek hua (1-11)

    • baibilon se aaye doot (12-19)

    • hijkiyah ki maut (20, 21)

  • 21

    • yahooda ka raja manashshe; khoon ki nadiyaan bahayin (1-18)

      • yarooshalem naash kiya jaayega (12-15)

    • yahooda ka raja aamon (19-26)

  • 22

    • yahooda ka raja yoshiyah (1, 2)

    • mandir ki marammat ke baare mein nirdesh (3-7)

    • kaanoon ki kitab mili (8-13)

    • hulda ne vipatti ki bhavishyavani ki (14-20)

  • 23

    • yoshiyah ne desh mein sudhaar kiya (1-20)

    • fasah manaya gaya (21-23)

    • usne aur bhi sudhaar kiya (24-27)

    • yoshiyah ki maut (28-30)

    • yahooda ka raja yahoahaj (31-33)

    • yahooda ka raja yahoyakeem (34-37)

  • 24

    • yahoyakeem ki bagavat aur maut (1-7)

    • yahooda ka raja yahoyakeen (8, 9)

    • bandhuai mein jaanevala pehala samooh (10-17)

    • yahooda ka raja sidkiyah; uski bagavat (18-20)

  • 25

    • nabookadnessar ne yarooshalem ko ghera (1-7)

    • yarooshalem aur mandir ka naash; bandhuai mein jaanevala doosra samooh (8-21)

    • gadalyah raajyapal bana (22-24)

    • uska katla; log misra bhaage (25, 26)

    • baibilon mein yahoyakeen ki rihai (27-30)