is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

habakkook ki kitab

adhyay

1 2 3

saaraansh

  • 1

    • bhavishyavakta madad ke liye pukarta hai (1-4)

      • ‘hey yahova, kab tak?’ (2)

      • ‘tu kyon atyachar hone deta hai?’ (3)

    • saza dene ke liye parmeshvar kasdiyon ko laata hai (5-11)

    • yahova se bhavishyavakta ki binti (12-17)

      • ‘hey mere parmeshvar tu kabhi nahin marta’ (12)

      • ‘tu itna shuddh hai ki burai nahin dekh sakta’ (13)

  • 2

    • ‘main intazar karoonga ki woh kya sandesh deta hai’ (1)

    • bhavishyavakta ko yahova ka javab (2-20)

      • ‘darshan poora hone ka intazar karna’ (3)

      • nek jan vishvas se zinda rahega (4)

      • kasdi paanch baar dhikkare gaye (6-20)

        • prithvi yahova ke gyaan se bhar jaayegi (14)

  • 3

    • prarthna ki yahova kadam uthaye (1-19)

      • parmeshvar abhishikt janon ko bachayega (13)

      • dukhon mein bhi yahova ke kaaran khushi manana (17, 18)