is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

luka ke mutabik khushkhabri

adhyay

saaraansh

  • 1

    • thiyufilus ke naam (1-4)

    • jibrail, yuhanna baptisma denevale ke janm ki bhavishyavani karta hai (5-25)

    • jibrail, yeeshu ke janm ki bhavishyavani karta hai (26-38)

    • mariyam, ileeshiba se milne jaati hai (39-45)

    • mariyam yahova ka gungan karti hai (46-56)

    • yuhanna ka janm; uska naam rakha gaya (57-66)

    • jakaryah ki bhavishyavani (67-80)

  • 2

    • yeeshu ka janm (1-7)

    • swargdoot, charvahon ko dikhayi diye (8-20)

    • khatna aur shuddh karna (21-24)

    • shimon, maseeh ko dekhta hai (25-35)

    • hanna bachche ke baare mein kuch batati hai (36-38)

    • woh naasrat lautte hain (39, 40)

    • 12 saal ka yeeshu mandir mein (41-52)

  • 3

    • yuhanna seva karna shuroo karta hai (1, 2)

    • yuhanna baptisma lene ka prachar karta hai (3-20)

    • yeeshu ka baptisma (21, 22)

    • yeeshu maseeh ki vanshavli (23-38)

  • 4

    • shaitan ne yeeshu ko fuslane ki koshish ki (1-13)

    • yeeshu ne galeel mein prachar shuroo kiya (14, 15)

    • naasrat mein yeeshu thukraya gaya (16-30)

    • kafarnahoom ke sabha-ghar mein (31-37)

    • shamaun ki saas aur baaki logon ko theek karta hai (38-41)

    • jab yeeshu ekaant mein hota hai to bheed use dhoondh leti hai (42-44)

  • 5

    • chamatkar se machhliyaan pakdi gayin; shurooati chele (1-11)

    • kodhi theek kiya gaya (12-16)

    • yeeshu, lakve ke maare huye ko theek karta hai (17-26)

    • levi ko bulata hai (27-32)

    • upvas ke baare mein saval (33-39)

  • 6

    • yeeshu “sabt ke din ka prabhu” (1-5)

    • sookhe haathvala aadmi theek hota hai (6-11)

    • 12 preshit (12-16)

    • yeeshu sikhata aur changa karta hai (17-19)

    • sukh aur dukh ki vajah (20-26)

    • dushmanon se pyar karna (27-36)

    • dosh lagana band karo (37-42)

    • ped apne fal se jaana jaata hai (43-45)

    • pakki ninv par bana ghar; bina ninvavala ghar (46-49)

  • 7

    • sena-afsar ka vishvas (1-10)

    • naain mein yeeshu ek vidhva ke bete ko zinda karta hai (11-17)

    • yuhanna baptisma denevale ki taareef (18-30)

    • dheeth peedhi ko dhikkara gaya (31-35)

    • ek paapin ko maaf kiya gaya (36-50)

      • karz lenevalon ki misal (41-43)

  • 8

    • yeeshu ke saath-saath jaanevali aurtein (1-3)

    • beej bonevale ki misal (4-8)

    • yeeshu ne misalein kyon di (9, 10)

    • beej bonevale ki misal ka matlab samjhaya (11-15)

    • deepak dhakkar nahin rakha jaata (16-18)

    • yeeshu ki maa aur uske bhaai (19-21)

    • yeeshu toofan shaant karta hai (22-25)

    • yeeshu dusht swargdooton ko sooaron mein bhejta hai (26-39)

    • yaair ki beti; ek aurat yeeshu ka kapda chhooti hai (40-56)

  • 9

    • 12 chelon ko prachar ki hidaytein (1-6)

    • herodes, yeeshu ke baare mein sunkar uljhan mein (7-9)

    • yeeshu ne 5,000 ko khilaya (10-17)

    • patras batata hai ki yeeshu hi maseeh hai (18-20)

    • yeeshu ki maut ki bhavishyavani (21, 22)

    • sachcha chela kaun hai (23-27)

    • yeeshu ka roop badla (28-36)

    • dusht swargdoot ke kabze mein pada ladka theek hua (37-43k)

    • yeeshu ek baar fir apni maut ki bhavishyavani karta hai (43kh-45)

    • chele behas karte hain ki kaun bada hai (46-48)

    • jo hamare khilaf nahin, woh hamare saath hai (49, 50)

    • saamriyon ka ek gaanv yeeshu ko thukra deta hai (51-56)

    • yeeshu ka chela banne ke liye kya karein (57-62)

  • 10

    • yeeshu 70 chelon ko bhejta hai (1-12)

    • pashchatap na karnevale shehron ko dhikkarta hai (13-16)

    • 70 chele lautte hain (17-20)

    • pita ki taareef ki jisne namra logon par kripa ki (21-24)

    • dayalu saamri ki misal (25-37)

    • yeeshu, mariyam aur maartha ke ghar par (38-42)

  • 11

    • prarthna kaise karein (1-13)

      • aadarsh prarthna (2-4)

    • pavitra shakti se dusht swargdooton ko nikaala (14-23)

    • dusht swargdoot lautta hai (24-26)

    • sachcha sukh (27, 28)

    • yona ka chinh (29-32)

    • shareer ka deepak (33-36)

    • kapti dharm guruon ko dhikkara (37-54)

  • 12

    • fareesiyon ka khameer (1-3)

    • parmeshvar se daro, insan se nahin (4-7)

    • maseeh ko sweekar karnevala (8-12)

    • moorkh ameer aadmi ki misal (13-21)

    • chinta karna chhod do (22-34)

      • chhota jhund (32)

    • jaagte rehna (35-40)

    • vishvasyogya aur vishvasghati prabandhak (41-48)

    • shaanti nahin, fut daalne (49-53)

    • khaas vakt ka matlab samajhna (54-56)

    • jhagde niptana (57-59)

  • 13

    • pashchatap karo varna naash ho jaaoge (1-5)

    • anjeer ke baanjh ped ki misal (6-9)

    • sabt ke din kubdi aurat ko changa kiya (10-17)

    • raai ke daane aur khameer ki misal (18-21)

    • sankre darvaze se jaane ke liye sangharsh zaroori (22-30)

    • “us lomdi” herodes se (31-33)

    • yarooshalem ke liye yeeshu ka dukh (34, 35)

  • 14

    • jalodar ka rogi sabt ke din theek kiya gaya (1-6)

    • khud ko chhota samajhnevala mehman bano (7-11)

    • unhein nyauta do jo badle mein kuch nahin de sakte (12-14)

    • un mehmanon ki misal jo bahana banate hain (15-24)

    • chela banne ki keemat (25-33)

    • namak jo swad kho de (34, 35)

  • 15

    • khoyi hui bhed ki misal (1-7)

    • khoye huye sikke ki misal (8-10)

    • khoye huye bete ki misal (11-32)

  • 16

    • beiman prabandhak ki misal (1-13)

      • ‘thode mein bharose ke laayak, bahot mein bhi’ (10)

    • kaanoon aur parmeshvar ka raaj (14-18)

    • ameer aadmi aur laazar ki misal (19-31)

  • 17

    • vishvas ki raah mein baadha; maafi aur vishvas (1-6)

    • nikamme daas (7-10)

    • das kodhi theek huye (11-19)

    • parmeshvar ka raaj kaise aayega (20-37)

      • parmeshvar ka raaj “tumhare hi beech hai” (21)

      • “loot ki patni ko yaad rakho” (32)

  • 18

    • haar na maannevali vidhva ki misal (1-8)

    • fareesi aur kar-vasoolnevala (9-14)

    • yeeshu aur bachche (15-17)

    • ek ameer adhikari ka saval (18-30)

    • yeeshu ek baar fir apni maut ki bhavishyavani karta hai (31-34)

    • andhe bhikhari ki aankhein theek ho gayin (35-43)

  • 19

    • yeeshu, jakkai ke ghar gaya (1-10)

    • das meena chaandi ki misal (11-27)

    • yeeshu raja ki haisiyat se daakhil hota hai (28-40)

    • yeeshu, yarooshalem ke liye roya (41-44)

    • yeeshu ne mandir ko shuddh kiya (45-48)

  • 20

    • yeeshu ke adhikar par saval uthaya gaya (1-8)

    • khoon karnevale baagbanon ki misal (9-19)

    • parmeshvar aur samrat (20-26)

    • mare huon ke zinda hone ke baare mein saval (27-40)

    • maseeh, daavid ka sirf ek vanshaj? (41-44)

    • shaastriyon ke baare mein chetavni (45-47)

  • 21

    • zarooratmand vidhva ke do paise (1-4)

    • aage honevali ghatnaon ki nishani (5-36)

      • yuddh, bade bhookamp, mahamari, akaal (10, 11)

      • yarooshalem, fauj se ghira hua (20)

      • raashtron ke liye tay kiya gaya vakt (24)

      • insan ke bete ka aana (27)

      • anjeer ke ped ki misal (29-33)

      • aankhon mein nind na aane do (34-36)

    • yeeshu mandir mein sikhata hai (37, 38)

  • 22

    • yaajak, yeeshu ko maarne ki saazish karte hain (1-6)

    • aakhiri fasah ki taiyari (7-13)

    • prabhu ke sandhya-bhoj ki shurooat (14-20)

    • “mujhse gaddari karnevale ka haath mere saath mez par hai” (21-23)

    • garma-garam behas ki kise bada samjha jaaye (24-27)

    • yeeshu ne kiya raaj ka karar (28-30)

    • usne kaha ki patras uska inkar karega (31-34)

    • taiyar rehne ki zaroorat; do talvarein (35-38)

    • jaitoon pahad par yeeshu ki prarthna (39-46)

    • yeeshu ki giraftari (47-53)

    • patras use jaanne se inkar karta hai (54-62)

    • yeeshu ki khilli udayi gayi (63-65)

    • mahasabha ke saamne mukadma (66-71)

  • 23

    • yeeshu, peelatus aur herodes ke saamne (1-25)

    • yeeshu aur do apradhiyon ko kaath par latka diya gaya (26-43)

      • “tu mere saath firdaus mein hoga” (43)

    • yeeshu ki maut (44-49)

    • yeeshu ko dafnaya gaya (50-56)

  • 24

    • yeeshu zinda ho gaya (1-12)

    • immaoos ke raaste par (13-35)

    • yeeshu chelon ke saamne prakat hua (36-49)

    • yeeshu swarg chala gaya (50-53)