is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

markus ke mutabik khushkhabri

adhyay

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

saaraansh

  • 1

    • yuhanna baptisma denevale ka prachar kaam (1-8)

    • yeeshu ka baptisma (9-11)

    • shaitan ne yeeshu ko fuslane ki koshish ki (12, 13)

    • yeeshu ne galeel mein prachar shuroo kiya (14, 15)

    • shurooati chele chune gaye (16-20)

    • dusht swargdoot nikaala gaya (21-28)

    • yeeshu kafarnahoom mein kai beemaron ko theek karta hai (29-34)

    • ekaant jagah mein prarthna karta hai (35-39)

    • ek kodhi ko theek karta hai (40-45)

  • 2

    • yeeshu, lakve ke maare huye ko theek karta hai (1-12)

    • levi ko bulata hai (13-17)

    • upvas ke baare mein saval (18-22)

    • yeeshu ‘sabt ke din ka prabhu’ (23-28)

  • 3

    • sookhe haathvala aadmi theek hota hai (1-6)

    • jheel ke kinare ek badi bheed (7-12)

    • 12 preshit (13-19)

    • pavitra shakti ke khilaf ninda ki baatein (20-30)

    • yeeshu ki maa aur uske bhaai (31-35)

  • raaj ke baare mein misalein (1-34)

  • 4

      • beej bonevala (1-9)

      • yeeshu ne misalein kyon di (10-12)

      • beej bonevale ki misal samjhayi (13-20)

      • deepak tokri ke neeche nahin rakha jaata (21-23)

      • jis naap se tum naapte ho (24, 25)

      • beej bonevala sota hai (26-29)

      • raai ka daana (30-32)

      • misalein deta tha (33, 34)

    • yeeshu aandhi ko shaant karta hai (35-41)

  • 5

    • yeeshu dusht swargdooton ko sooaron mein bhejta hai (1-20)

    • yaair ki beti; ek aurat yeeshu ka kapda chhooti hai (21-43)

  • 6

    • yeeshu apne nagar mein thukraya gaya (1-6)

    • 12 chelon ko prachar ki hidaytein (7-13)

    • yuhanna baptisma denevale ki maut (14-29)

    • yeeshu ne 5,000 ko khilaya (30-44)

    • yeeshu paani par chalta hai (45-52)

    • gannesarat mein beemaron ko theek karta hai (53-56)

  • 7

    • insani paramparaon ka pardafash (1-13)

    • dil se nikaalnevali baatein hi dooshit karti hain (14-23)

    • seeriya ke feeneeke ki rehnevali aurat ka vishvas (24-30)

    • behra aadmi theek kiya gaya (31-37)

  • 8

    • yeeshu ne 4,000 ko khilaya (1-9)

    • chinh dikhane ke liye kaha (10-13)

    • fareesiyon aur herodes ka khameer (14-21)

    • baitsaida mein andha aadmi theek kiya jaata hai (22-26)

    • patras batata hai ki yeeshu hi maseeh hai (27-30)

    • yeeshu ki maut ki bhavishyavani (31-33)

    • sachcha chela kaun hai (34-38)

  • 9

    • yeeshu ka roop badla (1-13)

    • dusht swargdoot ke kabze mein pada ladka theek hua (14-29)

      • jismein vishvas hai uske liye sabkuch mumkin hai (23)

    • yeeshu ek baar fir apni maut ki bhavishyavani karta hai (30-32)

    • chele behas karte hain ki kaun bada hai (33-37)

    • jo hamare khilaf nahin, woh hamare saath hai (38-41)

    • thokar khilana (42-48)

    • “khud mein namak jaisa swad rakho” (49, 50)

  • 10

    • shaadi aur talak (1-12)

    • yeeshu bachchon ko aasheervad deta hai (13-16)

    • ek ameer aadmi ka saval (17-25)

    • raaj ki khaatir tyag (26-31)

    • yeeshu ek baar fir apni maut ki bhavishyavani karta hai (32-34)

    • yakub aur yuhanna ki guzarish (35-45)

      • yeeshu bahoton ke liye firauti (45)

    • bartimai naam ka andha aadmi theek kiya gaya (46-52)

  • 11

    • yeeshu raja ki haisiyat se daakhil hota hai (1-11)

    • anjeer ke ped ko shaap diya gaya (12-14)

    • yeeshu mandir ko shuddh karta hai (15-18)

    • sookhe anjeer ke ped se sabak (19-26)

    • yeeshu ke adhikar par saval uthaya gaya (27-33)

  • 12

    • khoon karnevale baagbanon ki misal (1-12)

    • parmeshvar aur samrat (13-17)

    • mare huon ke zinda hone ke baare mein saval (18-27)

    • do sabse badi aagyayen (28-34)

    • maseeh, daavid ka sirf ek vanshaj? (35-37k)

    • shaastriyon ke baare mein chetavni (37kh-40)

    • gareeb vidhva ke do paise (41-44)

  • duniya ki vyavastha ka aakhiri vakt (1-37)

  • 13

    • yuddh, bhookamp, akaal (8)

    • khushkhabri ka prachar kiya jaayega (10)

    • maha-sankat (19)

    • insan ke bete ka aana (26)

    • anjeer ke ped ki misal (28-31)

    • jaagte raho (32-37)

  • 14

    • yaajak, yeeshu ko maar daalne ki saazish karte hain (1, 2)

    • yeeshu par khushboodar tel undela gaya (3-9)

    • yahooda, yeeshu ko dhokha deta hai (10, 11)

    • aakhiri fasah (12-21)

    • prabhu ke sandhya-bhoj ki shurooat (22-26)

    • bhavishyavani ki patras inkar kar dega (27-31)

    • yeeshu gatsamaani mein prarthna karta hai (32-42)

    • yeeshu ki giraftari (43-52)

    • mahasabha ke saamne mukadma (53-65)

    • patras, yeeshu ko jaanne se inkar kar deta hai (66-72)

  • 15

    • yeeshu, peelatus ke saamne (1-15)

    • sareaam mazak udaya gaya (16-20)

    • gulguta mein kaath par thonk diya gaya (21-32)

    • yeeshu ki maut (33-41)

    • yeeshu ko dafnaya gaya (42-47)

  • 16

    • yeeshu zinda ho gaya (1-8)