is jaankari ko chhod dein

vishay-soochi ko chhod dein

yuhanna ke mutabik khushkhabri

adhyay

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21

saaraansh

  • 1

    • vachan insan bana (1-18)

    • yuhanna baptisma denevale ki gavahi (19-28)

    • yeeshu, parmeshvar ka memna (29-34)

    • yeeshu ke shurooati chele (35-42)

    • filippus aur natanael (43-51)

  • 2

    • kaana mein shaadi; paani ko daakh-madira mein badla (1-12)

    • yeeshu mandir ko shuddh karta hai (13-22)

    • yeeshu jaanta hai, insan ke dil mein kya hai (23-25)

  • 3

    • yeeshu aur neekudemus (1-21)

      • dobara paida hona (3-8)

      • parmeshvar ne duniya se pyar kiya (16)

    • yeeshu ke baare mein yuhanna ki aakhiri gavahi (22-30)

    • jo oopar se aata hai (31-36)

  • 4

    • yeeshu aur saamri aurat (1-38)

      • parmeshvar ki upasna “pavitra shakti aur sachchai se” karna (23, 24)

    • kai saamriyon ne yeeshu ka yakeen kiya (39-42)

    • yeeshu ne adhikari ke bete ko theek kiya (43-54)

  • 5

    • bethasda mein beemar aadmi theek kiya gaya (1-18)

    • yeeshu ko uske pita ne adhikar diya hai (19-24)

    • jo mar gaye hain, woh yeeshu ki aavaz suneinge (25-30)

    • yeeshu ke baare mein gavahi (31-47)

  • 6

    • yeeshu 5,000 ko khilata hai (1-15)

    • yeeshu paani par chalta hai (16-21)

    • yeeshu “jeevan denevali roti” (22-59)

    • yeeshu ki baat sunkar kaiyon ka vishvas dagmaga gaya (60-71)

  • 7

    • yeeshu deron ke tyohar ke liye gaya (1-13)

    • tyohar par yeeshu sikhata hai (14-24)

    • maseeh ke baare mein alag-alag raay (25-52)

  • 8

    • pita, yeeshu ke baare mein gavahi deta hai (12-30)

      • yeeshu “duniya ki raushni” hai (12)

    • abraham ke vanshaj (31-41)

      • “sachchai tumhein aazad karegi” (32)

    • shaitan ki aulad (42-47)

    • yeeshu aur abraham (48-59)

  • 9

    • yeeshu ek janm ke andhe ko theek karta hai (1-12)

    • fareesi us aadmi se saval-javab karte hain (13-34)

    • fareesiyon ka andhapan (35-41)

  • 10

    • charvaha aur bhedshalayen (1-21)

      • yeeshu ek achha charvaha hai (11-15)

      • “meri doosri bhedein bhi hain” (16)

    • samarpan ke tyohar par yahoodiyon se yeeshu ka saamna (22-39)

      • bahot-se yahoodiyon ne nahin vishvas kiya (24-26)

      • “meri bhedein meri aavaz sunti hain” (27)

      • beta, pita ke saath ekta mein hai (30, 38)

    • yardan ke us paar kai logon ne vishvas kiya (40-42)

  • 11

    • laazar ki maut (1-16)

    • mariyam aur maartha ko yeeshu dilasa deta hai (17-37)

    • yeeshu, laazar ko zinda karta hai (38-44)

    • yeeshu ko maar daalne ki saazish (45-57)

  • 12

    • mariyam, yeeshu ke pairon par tel undelti hai (1-11)

    • yeeshu raja ki haisiyat se daakhil hota hai (12-19)

    • yeeshu apni maut ki bhavishyavani karta hai (20-37)

    • yahoodiyon ne vishvas nahin kiya jisse bhavishyavani poori hui (38-43)

    • yeeshu duniya ko bachane aaya (44-50)

  • 13

    • yeeshu apne chelon ke pair dhota hai (1-20)

    • yeeshu batata hai ki use pakadvanevala yahooda hai (21-30)

    • nayi aagya (31-35)

      • “agar tumhare beech pyar hoga” (35)

    • yeeshu ne kaha ki patras uska inkar karega (36-38)

  • 14

    • sirf yeeshu hi pita ke paas jaane ki raah (1-14)

      • “main hi woh raah, sachchai aur jeevan hoon” (6)

    • yeeshu vaada karta hai ki pavitra shakti aayegi (15-31)

      • “pita mujhse bada hai” (28)

  • 15

    • angoor ki sachchi bel ki misal (1-10)

    • maseeh jaisa pyar karne ki aagya (11-17)

      • “kya koi isse badhkar pyar kar sakta hai” (13)

    • duniya yeeshu ke chelon se nafrat karti hai (18-27)

  • 16

    • yeeshu ke chelon ko maut ka saamna karna pad sakta hai (1-4k)

    • pavitra shakti ka kaam (4kh-16)

    • chelon ka dukh khushi mein badal jaayega (17-24)

    • yeeshu ne duniya par jeet haasil ki (25-33)

  • 17

    • preshiton ke saath yeeshu ki aakhiri prarthna (1-26)

      • hamesha ki zindagi ke liye parmeshvar ko jaanna zaroori (3)

      • maseehi duniya ke nahin (14-16)

      • “tera vachan sachcha hai” (17)

      • ‘mainne tera naam bataya hai’ (26)

  • 18

    • yahooda, yeeshu ke saath gaddari karta hai (1-9)

    • patras talvar chalata hai (10, 11)

    • yeeshu, hanna ke paas le jaaya gaya (12-14)

    • patras pehali baar inkar karta hai (15-18)

    • yeeshu, hanna ke saamne (19-24)

    • patras doosri aur teesri baar inkar karta hai (25-27)

    • yeeshu, peelatus ke saamne (28-40)

      • “mera raaj is duniya ka nahin hai” (36)

  • 19

    • yeeshu ko kode lagaye gaye, uska mazak udaya gaya (1-7)

    • peelatus fir se yeeshu se saval-javab karta hai (8-16k)

    • yeeshu ko gulguta mein kaath par thonk diya gaya (16kh-24)

    • yeeshu apni maa ki dekhbhal ka intazam karta hai (25-27)

    • yeeshu ki maut (28-37)

    • yeeshu ko dafnaya gaya (38-42)

  • 20

    • khaali kabraa (1-10)

    • yeeshu, mariyam magadleeni ke saamne prakat hota hai (11-18)

    • yeeshu, apne chelon ke saamne prakat hota hai (19-23)

    • thoma shak karta hai; fir yakeen karta hai (24-29)

    • is kharre ka maksad (30, 31)

  • 21

    • yeeshu chelon ke saamne prakat hota hai (1-14)

    • patras baar-baar kehta hai ki use yeeshu se pyar hai (15-19)

      • “meri chhoti bhedon ko khila” (17)

    • yeeshu ke pyare chele ka bhavishya (20-23)

    • samapti (24, 25)